Sahar Qareeb Hai Taaron Sargam Notes Nusrat Fateh Ali Khan
Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.
Sahar Qareeb Hai Taaron Sargam Notes Nusrat Fateh Ali Khan Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Sahar Qareeb Hai Taaron, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.
Song : Sahar Qareeb Hai Taaron
Mode : Ghazal
Singer : Nusrat Fateh Ali Khan
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Sargam Notes
Karaar loot liya bekaraar chchor gaye
Dha Ni Ni, Ni Ni Dha Ni
Ni Ni RE(k) Ni Dha, Ni Ni RE(k)
Bahaar le gaye yadein bahaar chchor gaye
Dha Ni Ni, Ni Ni Dha Ni
Ni Ni RE(k) Ni Dha, Ni Ni RE(k)
Hamari chashme hazeen ka na kuch khayaal kiya
GA GA GA MA(t) MA(t), GA MA(t) GA MA(t)
GA MA(t) MA(t) DHA MA(t)GA RE
Wo umar bhar ke liye ashq baar chchor gaye
RE RE RE RE RE RE(k) RE
RE(k) RE(k) RE RE RE(k) RE(k) RE(k) RE RE(k) Ni
Wo aa rahe hain wo ayenge aa rahe honge
Ni RE(k) RE(k) RE(k) RE(k), RE RE(k) RE(k) RE(k)
RE RE(k) RE(k) RE(k)
Shab e firaak mein yeh keh ke subah ki maine
RE RE RE(k) RE RE RE, RE RE RE(k) RE RE RE RE(k) RE(k) Ni
Sahar qareeb hai taaron ka haal kya hoga
Ni Ni Ni Re(k) Dha Ni Ni, RE(k) RE(k) RE RE(k) Ni
Aye chalne waale aur zara do kadam sahi
Ni Ni Ni Dha Ni, Ni Ni Dha Ni, Ni Ni Ni Dha Ni
Sahar qareeb hai taaron ka haal kya hoga
Ni Ni Ni Re(k) Dha Ni Ni, RE(k) RE(k) RE RE(k) Ni
Aye chalne waale aur zara do kadam sahi
Ni Ni Ni Dha Ni, Ni Ni Dha Ni, Ni Ni Ni Dha Ni
Aye shama subah hoti hai roti hai kis liye
Ni Dha Ni, Ni Ni Ni, Ni Dha Ni, Ni Ni Dha Ni
Sahar qareeb hai taaron ka haal kya hoga
Ni Ni Ni Re(k) Dha Ni Ni, RE(k) RE(k) RE RE(k) Ni
Chords
Coming Soon…
Lyrics
karaar loot liya bekaraar chchor gaye
bahaar le gaye yadein bahaar chchor gaye
hamari chashme hazeen ka na kuch khayaal kiya
wo umar bhar ke liye ashq baar chchor gaye
wo aa rahe hain wo ayenge aa rahe honge
shab e firaak mein yeh keh ke subah ki maine
sahar qareeb hai taaron ka haal kya hoga
aye chalne waale aur zara do kadam sahi
aye shama subah hoti hai roti hai kis liye
sahar qareeb hai
sahar qareeb hai taaron ka haal kya hoga
ab intezaar ke maaron ka haal kya hoga
unko aana tha na aaye kaut kar
ab intezaar ke maaron ka haal kya hoga
gar girata nahi thaamne ka
faayda kya is qadar bahaane ka
teri nigah ne zaalim kabhi yeh socha hai
kisi ke dil mein rahi aur kisi ke paar gayi
karun tareef kya teri nazar ki
ke lakhon ghayal jidhar gayi
teri nigah ne zaalim kabhi yeh socha hai
teri nigah ke maaron ka haal kya hoga
mukabla hai tere husn ka bahaaron se
aaena utha le aaye aur aqs se ye bole
tabassum zer e lab hai aaeena mat e mukabil hai
tamasha deed bhi hai saamne kaatil ke kaatil hai
barabar khafa ho barabar manaye
na tum baaaz aao na ham baaz aayein
udhar zulfon mein kanghi ho rahi hai kham nikalta hai
idhar rag rag se khinch khinch kar hamara dam nikalta hai
ilahi khair ho uljhan pe uljhan padhti jaati hai
na unka kham nikalta hai na mera dam nikalta hai
mukabla hai tere husn ka bahaaron se
na aaj bahaaron ka haal kya hoga
naqaab unka ulatna toh chaahta hun magar
mera kya gulshan e bahar mein
main rha toh kya na raha toh kya rahe
yun dekh toh le pehle jo hoga so dekhenge
aye dast e talab badhkar sarka de naqaab unka
mehfil mein toh hain lekin ghunghat kiye baithe hain
allah reh shaam unki reh hijaab unka
wo kyun na karein parda rukh unka naqaab unka
naqaab unka ulatna toh chaahta hun magar
bigad gaye toh nazaaron ka haal kya hoga
mazaak e deed hi sahba agar badal jaaye
toh zindagi ki bahaaron ka haal kya hoga