Thursday, November 21, 2024
Hindi Songs

Pyar Ka Anjaam Sargam Notes Bewafaa

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Pyar Ka Anjaam Sargam Notes Bewafaa Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Pyar Ka Anjaam, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Pyar Ka Anjaam
Movie : Bewafaa (2005)
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee


Sargam Notes


Pyar kaa anjam kisne socha
Pa Pa Ni(k) RE SA, Ma Dha SA Ni(k)
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
Ni(k) Dha Pa Ma Ga(k) Ga(k),
Ga(k) Ni(k) Dha Dha Pa Pa

Pyar kaa anjam kisne socha
Pa Pa Ni(k) RE SA, Ma Dha SA Ni(k)
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
Ni(k) Dha Pa Ma Ga(k) Ga(k),
Ga(k) Ni(k) Dha Dha Pa Pa
Deewani ham toh unke sanam
Pa Pa Ni(k) RE SA, Ma Dha SA Ni(k)
Bas unka nam liye ja rahe hain
Ni(k) Dha Pa Ma Ga(k) Ga(k),
Ga(k) Ni(k) Dha Dha Pa Pa

Ishq hamesha hamesha rahega
RE RE RE GA GA, RE GA RE SA RE RE
Ishq hamesha hamesha rahega
RE RE RE GA RE SA GA GA,
RE GA RE SA RE RE
Yeh wada ham toh kiye ja rahe hain
RE SA Ni(k) Dha Dha Ni(k) RE
Dha SA Ni(k) Dha Pa Pa

Pyar kaa anjam kisne socha
Pa Pa Ni(k) RE SA, Ma Dha SA Ni(k)
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
Ni(k) Dha Pa Ma Ga(k) Ga(k),
Ga(k) Ni(k) Dha Dha Pa Pa

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Pyar kaa anjam kisne socha
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
Pyar kaa anjam kisne socha
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
Deewani ham toh unke sanam
Bas unka nam liye ja rahe hain
Ishq hamesha hamesha rahega
Ishq hamesha hamesha rahega
Yeh wada ham toh kiye ja rahe hain

Pyar kaa anjam kisne socha
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
Deewani ham toh unke sanam
Bas unka nam liye ja rahe hain
Pyase dilo ke najro kaa mausam
Aaya hai dekho baharo kaa mausam
Inn baho me jina hai humko
Jan se jyada chahe sanam ko
Abb jindagi hai tumhari tamanna
Abb jindagi hai tumhari tamanna
Sab kuchh tumhi ko diye ja rahe hain
Pyar kaa anjam kisne socha
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain

Charon taraf hain khushiyo ke
Mele unn ke bina ham akele akele
Bechaini hai dil me jigar me
Aane wala hai mehman ghar me
Ham toh unhi ke divangi me
Ham toh unhi ke divangi me
Madhosh hoke jiye ja rahe hain
Deewani ham toh unke sanam
Bas unka nam liye ja rahe hain

Jab tak phulo me khushbu rahegi
Mehki hawa bhi fija me bahegi
Jab tak yeh aalam guljar hoga
Dil me humare teraa pyar hoga
Koyi naa janey ham woh hai aashiq
Koyi naa janey ham woh hai aashiq
Chahat ki shabnam piye ja rahe hain
Pyar kaa anjam kisne socha
Ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
Deewani ham toh unke sanam
Bas unka nam liye ja rahe hain

Ishq hamesha hamesha rahega
Ishq hamesha hamesha rahega
Yeh wada ham toh kiye ja rahe hain
Pyar kaa anjam kisne socha ham
Toh mohabbat kiye ja rahe hain.

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.