Phoolon Ke Rang Se Sargam Notes Prem Pujari
Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.
Phoolon Ke Rang Se Sargam Notes Prem Pujari Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Phoolon Ke Rang Se Sung By Kishore Kumar, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.
Song : Phoolon Ke Rang Se
Movie : Prem Pujari (1970)
Singer : Kishore Kumar
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Sargam Notes
Phoolon ke rang se, dil ki kalam se
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Pa Dha(k), Dha(k) Dha(k) Dha(k) Pa Dha(k)
Tujhko likhi roz paati
ni Re(k) Ga(k) Ga Ma(t) Dha(k), Dha Ma(t) Ma(t) Dha(k) Ma(t)
Kaise bataoon, kis kis tarah se
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Pa Dha(k), Dha(k) Dha(k) Dha(k) Pa Dha(k)
Pal pal mujhe tu sataati
ni Re(k) Ga(k) Ga Ma(t) Dha(k), Dha Ma(t) Ma(t) Dha(k) Ma(t)
Tere hi sapne, lekar ke soya
Ga(k) Ga Ma(t), Ga(k) Ga, Ga(k) Ga Ma(t), Ga(k) Ga
Teri hi yaadon mein jaaga
Ni Ni Dha Dha Dha(k), Dha Ma(t) Dha(k)
Tere khayalon mein uljha raha yoon
Ni Ni Dha Dha Dha(k), Dha(k) Dha Ma(t) Dha(k), Ni Ni, Dha Dha Dha(k) Dha(k)
Jaise ke mala mein dhaga
Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ma(t) Ga, Dha(k) Ma(t) Ma(t)
Haan, baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Haan, itna madir, itna madhur tera mera pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Chords
Coming Soon…
Lyrics
Phoolon ke rang se, dil ki kalam se
Tujhko likhi roz paati
Kaise bataoon, kis kis tarah se
Pal pal mujhe tu sataati
Tere hi sapne, lekar ke soya
Teri hi yaadon mein jaaga
Tere khayalon mein uljha raha yoon
Jaise ke mala mein dhaga
Haan, baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Haan, itna madir, itna madhur tera mera pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Saanson ki sargam, dhadkan ki vinaa,
Sapnon ki gitaanjali tu Man ki gali mein, mehke jo hardam,
Aisi juhi ki kali tu
Chhota safar ho, lamba safar ho,
Sooni dagar ho ya mela
Yaad tu aaye, man ho jaaye, bhid ke bich akela
Haan, baadal bijli, chandan paani jaisa apna pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Poorab ho pachchhim, uttar ho dakkhin,
Tu har jagah muskuraae
Jitna bhi jaaoon, main door tujhse,
Utni hi tu paas aaye
Aandhi ne roka, paani ne tokaa,
Duniya ne hans kar pukara
Tasavir teri, lekin liye main, kar aaya sabse kinara
Haan, baadal bijli, chandan paani jaisa apna pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Haan, itna madir, itna madhur tera mera pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Kai, kai baar… kai, kai baar…