Thursday, November 21, 2024
Hindi Songs

Jeevan Se Bhari Teri Aankhen Sargam Notes Safar

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Jeevan Se Bhari Teri Aankhen Sargam Notes Safar Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Jeevan Se Bhari Teri Aankhen Sung By Kishore Kumar, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Jeevan Se Bhari Teri Aankhen
Movie : Safar (1970)
Singer : Kishore Kumar


Sargam Notes


Jeevan se bhari teri aankhen
Ma Ma(t) Ni(k) Ma(t) Ga(k) Ga(k), Ga(k) Ma(t) Ma Re(k) Sa Ga(k)
Majboor karein jeene ke liye
Sa Re(k) Ga(k) Pa, Pa Dha(k) SA, SA RE(k) GA(k) RE(k) SA Dha(k) Pa
Jeene ke liye
Pa Dha(k) Ni(k) Dha(k) Ma(t) Ma

Sagar bhi taraste rehte hain
Ma Ma(t) Ni(k) Ma(t) Ga(k) Ga(k), Ga(k) Ma(t) Ma Re(k) Sa Ga(k)
Tere roop ka ras peene ke liye
Sa Re(k) Ga(k) Pa, Pa Dha(k) SA, SA RE(k) GA(k) RE(k) SA Dha(k) Pa
Peene ke liye
Pa Dha(k) Ni(k) Dha(k) Ma(t) Ma
Jeevan se bhari teri aankhen
Ma Ma(t) Ni(k) Ma(t) Ga(k) Ga(k), Ga(k) Ma(t) Ma Re(k) Sa Ga(k)


Tasveer banaye kya koi
SA SA RE(k) GA(k) RE(k) SA, SA SA
RE(k) GA(k) RE(k) SA SA
Kya koi likhe tujh pe kavita
Dha(k) Ma(t), Ma(t) Dha(k) Dha(k) SA, RE(k) MA GA(k), GA(k) GA(k) GA(k)

Rangon chhandon mein samayegi
Rangon chhandon mein samayegi
Kis tarah se itni sundarta, sundarta
Ek dhadkan hai tu dil ke liye
Ek jaan hai tu jeene ke liye, jeene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Jeevan se bhari teri aankhen
Majboor karein jeene ke liye, jeene ke liye
Sagar bhi taraste rehte hain
Tere roop ka ras peene ke liye, peene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen

Tasveer banaye kya koi
Kya koi likhe tujh pe kavita
Rangon chhandon mein samayegi
Rangon chhandon mein samayegi
Kis tarah se itni sundarta, sundarta
Ek dhadkan hai tu dil ke liye
Ek jaan hai tu jeene ke liye, jeene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen

Madhuban ki sugandh hai saanson mein
Baahon mein kamal ki komalta
Kirnon ka tej hai chehre pe
Kirnon ka tej hai chehre pe
Hirnon ki hai tujh mein chanchalta, chanchalta
Aanchal ka hai taar bahut
Koi chaak jigar seene ke liye, seene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen
Majboor karein jeene ke liye, jeene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *