Thursday, November 21, 2024
Hindi Songs

Dance Ke Legend Sargam Notes Hero

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Dance Ke Legend Sargam Notes Hero Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Dance Ke Legend, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Dance Ke Legend
Movie : Hero (2015)
Singer : Meet Bros, Bhoomi Trivedi


Sargam Notes


Ho.. Badshah hain dil ke
RE(k)..RE(k) RE(k) Ni Dha
Ni RE(k) Ni
Aish farmaate hain
Ni Ni Dha Dha(k) Dha Ni Dha
Gaadi ke bonnet pe
RE(k) RE(k) Ni Dha
Ni RE(k) Ni
Peete hain khate hain
Ni Ni Dha Dha(k) Dha Ni Dha

Fitrat apni atpati
Dha Dha Ma(t) Ga Dha Ma(t)
Ga Ma(t)
Upar se jeans bhi phati
Dha Ma(t) Ga Dha Dha Ma(t)
Ga Ma(t)
Aur khol ke rakhte
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ma(t)
Dha(k) Dha(k)
Apni shirt ke button
Dha Ni RE(k) Ni RE(k)
Ni RE(k)

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Ho.. Badshah hain dil ke
Aish farmaate hain
Gaadi ke bonnet pe
Peete hain khate hain (x2)

Fitrat apni atpati
Upar se jeans bhi phati
Aur khol ke rakhte
Apni shirt ke button

O kudiya kya nachengi re
Dancing floor ke legend hum
Hai laage latko jhatko se
Hero ke bhi hero hum (x2)

Dance ke legend hain hum
Speaker bole dhum dhum dhum

Show me…
What you got?

Ho tere pas Mercedes
Mere pas hai Cycle
Tu club ki Shakira
Toh hum gali ke Michael (x2)

Main cheez original
Tu chaalu note hai
Tere dance se zyada
Meri adaa hot hai (x2)

— tere fake hain sabhi
Banta hai kyun wannabe
Desi kya jaane international rhythm

O kudiyan kya nachengi re
Dancing floor ke legend hum
Hai laage latko jhatko se
Hero ke bhi hero hum (x2)

Your turn!
Whatcha got?

Main cheez original
Tu chalu note hai
Tere dance se zyaada
Meri adaa hot hai (x2)

Hey!
Samjho na humko duffer
Hai apna high caliber
Baaton se zyada apne moves mein hai dum

Munde kya nachenge re
Dancing floor ke legend hum
Apne latko jhatko se
Speaker bole dhum dhum dhum

O kudiyan kya naachengi re
Dancing floor ke legend hum
Hai laage latko jhatko se
Hero ke bhi hero hum

Dance ke legend hain hum
Speaker bole dhum dhum dhum!

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.