Chhoti Chhoti Raatein Sargam Notes Tum Bin
Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.
Chhoti Chhoti Raatein Sargam Notes Tum Bin Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Chhoti Chhoti Raatein Sung By Sonu Nigam, Anuradha Paudwal, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.
Song : Chhoti Chhoti Raatein
Movie : Tum Bin (2001)
Singer : Sonu Nigam, Anuradha Paudwal
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Sargam Notes
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Ma Ni(k) SA RE(k), SA GA(k) RE(k), Ma Ni(k) SA RE(k), SA GA(k) RE(k)

Baithe bithaaye yoon hi neendein kho jaati hain
Ma Ni(k) Ni(k) SA RE(k), SA GA(k) RE(k), Ma Ni(k) SA RE(k), SA GA(k) RE(k)
Dil mein bechaini aankhon mein intezar hota hai
MA GA(k) RE(k) Ni(k) Ni(k) Ni(k), Ni(k) Ni(k) Ni(k) SA Ni(k) Dha(k) Ma(t) Ma Dha(k), Ma Ga(k) Re(k)
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
ni(k) Re(k) Ma Dha(k), Ma(t) Ma(t) Ma(t), Ni(k) Dha(k), Ma(t) Dha(k) Ma(t) Ma Ma

Deewanon si haalat hai apni
Poochho na kya chahat hai apni
Thaam li maine teri yeh baahein
In baahon mein jannat hai apni
Chords
Coming Soon…
Lyrics

Phool sa khil ke mehka hai yeh dil
Phir tujhe chhu ke behka hai yeh dil
Dil ka kya hai yeh to har pal bekaraar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Panchhi ban ke udta hai yeh dil
Milti hai jab sapnon ki manzil
Sapne to phir sapne hote hain
Sach hai yeh kab apne hote hain
Jaagti aankhein dekha karein sapna
Jab koi dil ko lagta hai apna
Na dil pe kaabu na khud pe ikhtiyar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yoon hi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Part 2:

Betaabi ka aalam dekha hai
Tanhaai ka mausam dekha hai
Pal pal halchal hoti hai dil mein
Jabse tujhko jaanam dekha hai
Pyaar mein aakhir kya nahin hota
Dil kabhi hansta aur kabhi rota
Kab dil pe kaabu kab khud pe ikhtiyar hota hai