Thursday, November 21, 2024
Hindi Songs

Bezubaan Phir Se Sargam Notes ABCD 2

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Bezubaan Phir Se Sargam Notes ABCD 2 Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Bezubaan Phir Se, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Bezubaan Phir Se
Movie : ABCD 2 (Any Body Can Dance) (2015)
Singer : Vishal Dadlani, Anushka Manchanda, Madhav Krishna


Sargam Notes


Regzaron mein, aag hai jitni
Ma(t) Ga Ma(t) Dha(k) Dha(k),
Ma(t) Ga Ma(t) Ga Ma(t) Dha(k) Dha(k)
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Ga Ma(t) Dha(k) Ga Ma(t) Dha(k)
Ga Ma(t) Dha(k) Dha Dha(k) Ma(t)
Ga Ma(t) Ga(k)
Khaak saaron ko, khaak hi kaafi
Ma(t) Ga Ma(t) Dha(k) Dha(k),
Ma(t) Ga Ma(t) Dha(k) Dha(k)
Raas mujhko hai khamoshi meri
Ga Ma(t) Dha(k) Ga Ma(t) Dha(k)
Ga Ma(t) Dha(k) Dha Dha(k) Ma(t)
Ga Ma(t) Ga(k)

Bezubaan kab se main raha
Ni RE(k) RE(k) RE(k)  Dha(k)
Ni RE(k) RE(k)
Begunaah sehta main raha
RE(k) RE(k) GA(k) Ni Dha(k)
Ga Ma(t) Ga Ma(t)
Bezubaan kab se main raha
Ni RE(k) RE(k) RE(k) Dha(k)
Ni RE(k) RE(k)
Begunaah sehta main raha
RE(k) RE(k) GA(k) Ni Dha(k)
Ga Ma(t) Ga Ma(t)

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Jaan le ki kismat ne baante hai
raahon mein kaante hain
Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun, tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Naa roke rukun tu gira, main uthun..

Regzaaron mein, aag hai jitni
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Khaaksaron ko, khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
ki ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..

Sau sawaal hain
Sau hai laanate
Mere taraano pe
Lagi hai kaalikhe

Laakh sapno ki
Raakh haathon mein
Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni sazaa aur baaki

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.