Ae Bhai Zara Dekh Ke Chalo Sargam Notes Mera Naam Joker
Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.
Ae Bhai Zara Dekh Ke Chalo Sargam Notes Mera Naam Joker Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Ae Bhai Zara Dekh Ke Chalo, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.
Song : Ae Bhai Zara Dekh Ke Chalo
Movie : Mera Naam Joker
Singer : Manna Dey
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Sargam Notes
Aye bhai jara dekh ke chalo
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Aage hi nahi pichhe bhi
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Ma(t) Dha(k) Dha(k)
Daye hi nahi baye bhi
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Ma(t) Dha(k) Dha(k)
Upar hi nahi niche bhi
Dha(k) Dha(k) RE(k) RE(k) RE(k)
Ni Ni(k) Dha(k)
Aye bhai
Dha(k) Dha(k)
Aye bhai jara dekh ke chalo
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Aage hi nahi pichhe bhi
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Ma(t) Dha(k) Dha(k)
Daye hi nahi baye bhi
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Ma(t) Dha(k) Dha(k)
Upar hi nahi niche bhi
Dha(k) Dha(k) RE(k) RE(k) RE(k)
Ni Ni(k) Dha(k)
Aye bhai
Dha(k) Dha(k)
Tu jaha aaya hai vo tera
GA(k) RE(k) GA(k), GA(k) RE(k) GA(k)
GA(k) RE(k) GA(k)
Ghar nahi gav nahi
Dha(k) Dha(k) Dha(k),
Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Gali nahi kucha nahi
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k),
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Rasta nahi basti nahi
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k),
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Chords
Coming Soon…
Lyrics
Aye bhai zara dekhake chalo aage hi nahi pichhe bhi
Daye hi nahi baye bhi upar hi nahi niche bhi) – (2)
Aye bhai
Tu jaha aaya hai vo tera ghar nahi gav nahi
Gali nahi kucha nahi rasta nahi basti nahi
Duniya hai aur pyare duniya yah ek sarkas hai
Aur is sarkas me bade ko bhi chote ko bhi
Khare ko bhi khote ko bhi mote ko bhi patle ko bhi
Niche se upar ko upar se niche ko
Barabar aanajana padta hai
Aur ring mastar ke kode par koda jo bhukh hai
Koda jo paisa hai koda jo kismat hai
Tarah tarah nach kar dikhana yaha padta hai
Barbar rona aur gana yaha padta hai
Hiro se jokar ban jana padta hai – 2
(Aye bhai zara dekhake chalo aage hi nahi pichhe bhi
Daye hi nahi baye bhi upar hi nahi niche bhi) – (2)
Aye bhai
Girne se darta hai kyu marne se darta hai kyu
Thokar tu jab na khayega paas kisi gam ko na jab tak bulayega
Zindgi hai chiz kya nahi jaan payega
Rota hua aaya hai rota chala jayega
(Aye bhai zara dekhake chalo aage hi nahi pichhe bhi
Daye hi nahi baye bhi upar hi nahi niche bhi) – (2)
Aye bhai
Kaisa hai karishma kaisa khilvad hai
Janvar aadmi se zyada vafadar hai
Khata hai koda bhi rahta hai bhukha bhi
Phir bhi vo malik par karta nahi var hai
Aur insan yah maal jis ka khata hai
Pyar jis se pata hai geet jiske gata hai
Usi ke hi sine me bhokta katar hai
Aye bhai zara dekhake chalo aage hi nahi pichhe bhi
Daye hi nahi baye bhi upar hi nahi niche bhi
Aye bhai
Sarkas ha ha ha
Ha babu yah sarkas hai sho tin ghante ka
Pahla ghanta bachpan hai dusra javani hai
Tisra budhapa hai
Aur uske baad maa nahi baap nahi
Beta nahi beti nahi tu nahi
Mai nahi kuchh bhi nahi rahta hai
Kuchh bhi nahi rahta hai
Rahta hai jo kuchh vo kali kali kursiya hai
Kali kali tambu hai kali kali ghera hai
Bina chidiya ka basera hai na tera hai na mera hai