Friday, January 17, 2025
Hindi Songs

Aarambh Hai Prachand Sargam Notes Piyush Mishra

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Aarambh Hai Prachand Sargam Notes Piyush Mishra Available On Sargam Book. Easy Harmonium Notes For Beginners. Piyush Mishra Songs Classical Flute Notes.

Aarambh Hai Prachand (Piyush Mishra) Sargam / Harmonium Notes, Chords And Lyrics Available Here.

Song : Aarambh Hai Prachand
Movie : Gulaal (2009)
Singer : Piyush Mishra


Sargam Notes


Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
dha Re Re Ma Ma Re, dha dha, Re Re Ma Ma Re
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
dha dha, Re Re Ma Ma, Re Re, Ga Re Re(k) Re Ga

Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
dha Re Re Ma Ma Re, dha dha, Re Re Ma Ma Re
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
dha dha, Re Re Ma Ma, Re Re, Ga Re Re(k) Re Ga
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ga Ga Pa Pa, Ma Ma Ga Ga, Ga Ga Pa Pa Ma Ma, Ga Ga
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Dha Dha Pa Pa Ma Ma Ga Ga, Ma Re Re

Aarambh hai prachand
dha Re Re Re Re Ma.. Re

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do

(Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do) – (2)
Aarambh hai prachand

(Mann kare so praan de, jo mann kare so praan le
Wahi toh ek sarvshaktimaan hai) – (2)
Vishv ki pukaar hai yeh bhaagwat ka saar hai
Ki yuddh hi veer ka pramaan hai
Kauravo ki bheed ho ya, paandavo ka ? ho
Jo lad saka hai woh hi toh mahaan hai
Jit ki hawas nahi, kisi pe koyi vash nahi
Kya jindagi hai thokaro pe maar do
Maut ant hai nahi toh maut se bhi kyun dare
Jaake aasmaan mein dahaad do
Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand

(Woh daya ka bhaav ya ki shaurya ka chunaav
Ya ki haar ka woh ghaanv tum yeh soch lo) – (2)
Yaa ki pure bhaal par jala rahe vijay ka laal
Laal yeh gullal tum soch lo
Rang kesari ho ya mridang kesari ho
Ya ki kesari ho taal tum yeh soch lo

Jis kavi ki kalpana mein jindagi ho prem geet
Uss kavi ko aaj tum nakaar do
Bhigati maso mein aaj, phulati ragon mein aaj
Jo aag ki lapat ka tum bakhaar do
Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand – (3)

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.