Sunday, November 24, 2024
Hindi Songs

Jalte Diye Sargam Notes Prem Ratan Dhan Payo

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Jalte Diye Sargam Notes Prem Ratan Dhan Payo Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Jalte Diye, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Jalte Diye
Movie : Prem Ratan Dhan Payo
Singer : Vineet Singh, Anwesshaa, Harshdeep Kaur


Sargam Notes


Aaj agar milan ki raat hoti
RE(k) SA RE(k), RE MA(t) GA RE Ni Dha Dha(k)
Dha RE(k) Ni RE(k), RE(k) RE MA(t) GA Ni RE(k)
Jaane kya baat hoti
RE(k) RE RE(k) Ni, Ni RE(k)
RE MA(t) GA Ni Dha, Dha(k) Dha RE(k) Ni RE(k)
To kya baat hoti
RE(k) RE(k) RE Ni(k) RE(k) Ni Dha Dha(k)
RE(k) Ni Dha

Sunte hain jab pyar ho to diye jal uthte hain
Ni RE(k) RE(k) RE(k), Ni GA RE RE(k)
Ni Ni RE(k) Ni Dha, RE(k) Ni
Taan me maan me aur nayan me diye jal uthte hain
Ni RE(k) RE(k) RE(k), Ni GA RE RE(k)
Ni Ni RE(k) Ni Dha, RE(k) Ni

Aaja piya aaja, Aaja piya aaja oo
Re Re Ga Ga.. Ga Ga, Re Re Ga Ga.. Ga Ga
Dha Dha(k) Ma(t), Dha(k) Ma(t) Ga Re
Aaja piya aaja, Tere hi tere hi liye.. Jalte diye
Re Re Ga Ga.. Ga Ga, Dha Dha(k) Ma(t)
Dha(k) Ma(t) Ga Ga Dha(k) Ma(t).. Ma(t) Ni Dha Dha

Bitani tere saye mein saye mein.. Zindagani
Dha Dha(k) Dha, Ma(t) Dha(k) Dha Dha RE(k) Dha RE RE(k)
Dha Dha(k) Dha Dha
Bitani tere saye mein saye mein
Dha Dha(k) Dha, Ma(t) Dha(k) Dha Dha RE(k) Dha RE RE(k)

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti
To kya baat hoti

Sunte hain jab pyaar ho toh
Diye jal uthte hain
Tan mein, mann mein, aur nayan mein
Diye jal uthte hain

Aaja piya aaja
Aaja piya aaja ho..
Naa ja piya aaja
Teri hi tere hi liye, jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindagani bitani tere saaye mein, saaye mein

Kabhi kabhi..
Kabhi kabhi aise diyon se
Lag bhi jaati aag bhi

Aa…
Dhule dhule se aanchalon pe
Lag hain jaate raag bhi
Hain viraano mein badalte
Dekhe mann ke baag bhi

Sapno mein shringar ho to
Diye jal uthte hain
Khwahishon ke aur sharam ke
Diye jal uthte hain

Aaja piya aaja teri hi, tere hi liye
Jalte diye..
Bitani tere saaye mein, saaye mein

Mera nahin..
Mera nahin hai woh diya jo
Jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun ye ujaale
Aaye hain inko rokiye

Yoon begaani roshni mein
Kab talak koi jiye

Saanson mein jhankaar ho to
Diye jal uthte hain
Jhanjharon mein kangano mein
Diye jal uthte hain

Aaja piya hmmm…
Jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindagani bitani tere saaye mein, saaye mein

Saaye mein saaye tere..

(Saaye mein tere.. bitani zindagani..)

Saaye mein saaye tere..

Saaye mein.. bitani Zindagani..

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.