Thursday, November 21, 2024
Hindi Songs

Jaana Sargam Notes Stebin Ben

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Jaana Sargam Notes Stebin Ben Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Jaana Sung By Stebin Ben, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Jaana
Singer : Stebin Ben


Sargam Notes


Tujhe gale se lagana hain
Dha Dha, Dha RE Dha, Dha RE Dha, Dha Dha Ni(k) Dha Pa
Baarish mein
Pa Pa Pa Pa
Aur poora bheeg jaana hain
Pa Pa, Pa SA Pa, Pa SA Pa, Pa SA Pa
Baarish mein
Ma Ma Ma Pa Ma, Pa Dha

Tujhe chhu ke sharmana hain
Dha Dha, Dha RE Dha, Dha RE Dha, Dha Dha Ni(k) Dha Pa
Baarish mein
Pa Pa Pa Ma Pa
Aur tere sath nahana hain
Pa Pa, Pa SA Pa, Pa SA Pa, Pa SA Pa
Baarish mein
Ma SA SA, Dha Pa Dha


Jaana jaana
Dha RE SA RE
RE MA MA PA GA
Jaana jaana
Dha SA SA RE SA RE
RE MA MA PA GA

Oh aashiq thode hote hain
Re Ma Ma Ma Pa Dha Dha, Pa Ma Pa Dha Dha
Joh darr ke andar hote hain
RE, RE RE RE RE MA, SA RE SA Ni(k) Dha
Joh saawan ke mahine mein bhi
Re, Ma Ma Ma Pa Dha, Dha Pa Ma Pa Dha Dha
Ghar ke andar hote hain
RE RE RE RE MA, SA RE SA Ni(k) Dha

Tere haathon ka khaana hain
Baarish mein
Aur poora bheeg jaana hain
Baarish mein

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Tujhe gale se lagana hain
Baarish mein
Aur poora bheeg jaana hain
Baarish mein

Tujhe chhu ke sharmana hain
Baarish mein
Aur tere sath nahana hain
Baarish mein

Jaana jaana
Jaana jaana

Oh aashiq thode hote hain
Joh darr ke andar hote hain
Joh saawan ke mahine mein bhi
Ghar ke andar hote hain

Tere haathon ka khaana hain
Baarish mein
Aur poora bheeg jaana hain
Baarish mein
Tujhe chhu ke sharmana hain
Baarish mein
Aur tere sath nahana hain
Baarish mein

Jaana jaana
Jaana jaana

Tu mere saamne hain
Kya nazara hain
Kya nazara hain
Kya nazara hain

Tu mere saamne hain
Kya nazaara hain
Yeh paani ki boondon ka
Khel hain sanam

Oh tera mera milna
Koyi aam baat nahi
Yeh raadha aur krishna ka
Mel hain sanam

Oh khwab mere khayaal mere
Bahot hote hain
Jitne paas aankhon ke
Honth hote hain

Tere utne paas aana hain
Baarish mein
Jaani ka gaana gaana hain
Baarish mein

Tujhe chhu ke sharmana hain
Baarish mein
Aur tere sath nahana hain
Baarish mein

Jaana jaana
Jaana jaana

Oh haaye kisi film ka
Scene lagega scene lagega
Scene lagega

Oh haaye kisi film ka
Scene lagega
Ke baadal yoon garje ke
Bhaag aao tum

Haaye itni zor se
Chamki bijliyan
Ke darr ke mare mere gale
Laag jaao tum

Bahana yun banana hain
Baarish mein
Aur khuda ko manana hain
Baarish mein

Chaand niche lana hain
Baarish mein
Aur tere sath nahana hain
Baarish mein

Jaana jaana
Jaana jaana

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *