Saturday, November 23, 2024
Hindi Songs

Ek Bagal Mein Chand Hoga Sargam Notes Piyush Mishra

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Ek Bagal Mein Chand Hoga Sargam Notes Piyush Mishra Available On Sargam Book. Easy Harmonium Notes For Beginners. Ek Bagal Mein Chand Hoga Classical Flute Notes.

Ek Bagal Mein Chand Hoga (Piyush Mishra) Sargam / Harmonium Notes, Chords And Lyrics Available Here.

Song : Ek Bagal Mein Chand Hoga
MovieSinger : Piyush Mishra


Sargam Notes


Ek bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyan
ni ni ni Ga(k) Ma(t), Ma(t) Dha(k) Dha(k), Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha, Dha Dha Dha Dha Dha(k), Dha(k) Ma(t), Ma(t) Ma(t) Ma(t)
Ek bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyan
ni ni ni Ga(k) Ma(t), Ma(t) Dha(k) Dha(k), Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha, Dha Dha Dha Dha Dha(k), Dha(k) Ma(t), Ma(t) Ma(t) Ma(t)

Ek bagal mein neend hogi, ek bagal mein loriyan
ni ni ni Ga(k) Ma(t), Ma(t) Dha(k) Dha(k), Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha, Dha Dha Dha Dha Dha(k), Dha(k) Ma(t), Ma(t) Ma(t) Ma(t)
Hum chand pe, hum chand pe
Ni Ni Dha Ni GA(k).. RE(k) Ni, RE(k) Ni Dha Dha Dha
Roti ki chadar daal kar so jayenge
Dha Dha(k), Dha(k) Ma(t) Ma(t) Ma(t), Dha(k) Ma(t) Ga(k), Re(k) Ga(k), Ga Ga(k) Re(k) ni
Aur neend se, aur neend se
ni Re(k) dha dha Re(k), ni Re(k) dha dha Re(k)
Keh denge lori kal sunane aayenge
Re(k) Re(k) Re(k) Ga, Ga Dha(k) Ma(t), Ga(k) Re(k) Re(k), Re(k) Ga(k), Ga(k) Re(k) ni
Aur neend se keh denge
ni re(k) dha dha Re(k), Re(k) Re(k), Re(k) Re(k)
Lori kal sunane aayenge
Re(k) Re(k) Sa Sa Sa Sa dha dha dha

Ek bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyan
Ek bagal mein neend hogi, ek bagal mein loriyan
Hum chand pe, hum chand pe
Roti ki chadar daal kar so jayenge

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Ek bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyan
Ek bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyan

Ek bagal mein neend hogi, ek bagal mein loriyan
Hum chand pe, hum chand pe
Roti ki chadar daal kar so jayenge
Aur neend se, aur neend se
Keh denge lori kal sunane aayenge
Aur neend se keh denge
Lori kal sunane aayenge

Ek bagal mein chand hoga, ek bagal mein rotiyan
Ek bagal mein neend hogi, ek bagal mein loriyan
Hum chand pe, hum chand pe
Roti ki chadar daal kar so jayenge
Aur neend se, aur neend se
Keh denge lori kal sunane aayenge
Aur neend se keh denge
Lori kal sunane aayenge

Ek bagal mein khan-khanati seepiyan ho jayengi
Ek bagal mein kuchh rulati sisikiyan ho jayengi
Hum seepiyon mein, hum seepiyon mein
Bhar ke saare taare chun ke aayenge
Aur siskiyon ko, aur siskiyon ko
Gudgudi kar kar ke yun behlayenge
Aur siskiyon ko
Gudgudi kar kar ke yun behlayenge

Amma teri siskiyon pe koi rone aayega
Koi rone aayega
Gham na kar jo aayega woh phir kabhi na jayega
Woh phir kabhi na jayega
Yaad rakh par koi anhoni nahi tu layegi
Layegi to phir kahani aur kuchh ho jayegi
Yaad rakh par koi anhoni nahi tu layegi
Layegi to phir kahani aur kuchh ho jayegi

Honi aur anhoni ki parwah kise hai meri jaan
Hadd se jyaada yeh hi hoga ki yahin mar jayenge
Hum maut ko, hum maut ko
Sapna bata kar uth khade honge yahin
Aur honi ko, aur honi ko
Thenga dikha kar khil-khilte jayenge

Aur honi ko thenga dikha kar
Khilkhilate jayenge x (5)

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.