Thursday, November 21, 2024
Bhajan Songs

Shree Ganesh Amritwani Sargam Notes

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Shree Ganesh Amritwani Sargam Notes Available On Sargam Book. Hindi Ganesha Bhajans Easy Harmonium Notes For Beginners. Shree Ganesh Amritwani Flute Notes.

Shree Ganesh Amritwani Sargam / Harmonium Notes, Chords And Lyrics Available Here.

Song : Shree Ganesh Amritwani
Singer : Anuradha Paudwal


Sargam Notes


Vighan Vinashak Ganraaye Bhaye Se Mukat Kare
Ma Re Re Ma Ma, Ma Pa Pa Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Ni(k) Ni(k) SA Ni(k), Dha Dha Pa Ma, Pa Dha Ni(k) Dha Pa

Iski Daya Se Bhaktan Ki Bhav Se Naav Taare
Pa Pa Pa, Pa Pa Dha, Ma Dha Pa Ma Ga Re
Re Re Ga, Ma Dha Pa Ma Ma

Parvati lalana Ka Mann Se Bhajan Tu Karta Ja
Ma Re Re Ma Ma, Ma Pa Pa Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Ni(k) Ni(k) SA Ni(k), Dha Dha Pa Ma, Pa Dha Ni(k) Dha Pa

Karuna Ki Iss Murat Se Mann Vanchhit phal Tu Paa
Pa Pa Pa, Pa Pa Dha, Ma Dha Pa Ma Ga Re
Re Re Ga, Ma Dha Pa Ma Ma


Jiske Ghar Me Ganraaye Ke Naam Ka Deep Jaale
Ma Re Re Ma Ma, Ma Pa Pa Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Ni(k) Ni(k) SA Ni(k), Dha Dha Pa Ma, Pa Dha Ni(k) Dha Pa

Uss Ghar Ke Har Jeev Ki Har Ek Bandha Tale
Pa Pa Pa, Pa Pa Dha, Ma Dha Pa Ma Ga Re
Re Re Ga, Ma Dha Pa Ma Ma

Jinkpe Karuna Swayem Kare Gauri Sut Maharaj
Ma Re Re Ma Ma, Ma Pa Pa Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Ni(k) Ni(k) SA Ni(k), Dha Dha Pa Ma, Pa Dha Ni(k) Dha Pa

Palak Jhapakte Hi Unke Siddh Ho Jaate Kaaj
Pa Pa Pa, Pa Pa Dha, Ma Dha Pa Ma Ga Re
Re Re Ga, Ma Dha Pa Ma Ma

Jai Jai Shri Ganesh
Ma Ma Ma, Ma Pa
Jai Ganpati Ganesh
Pa Pa Pa Dha Pa Ma Ma

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Vighan Vinashak Ganraaye Bhaye Se Mukat Kare

Iski Daya Se Bhaktan Ki Bhav Se Naav Taare

Parvati lalana Ka Mann Se Bhajan Tu Karta Ja

Karuna Ki Iss Murat Se Mann Vanchhit phal Tu Paa

Jiske Ghar Me Ganraaye Ke Naam Ka Deep Jaale

Uss Ghar Ke Har Jeev Ki Har Ek Bandha Tale

Jinkpe Karuna Swayem Kare Gauri Sut Maharaj

Palak Jhapakte Hi Unke Siddh Ho Jaate Kaaj

Jai Jai Shri Ganesh

Jai Ganpati Ganesh

Mitti Ke Hai Hum Bane Ganpati Pran Swaroop

Vo Hai Rachaiya Hum Rachana Vo Suraj Hum Dhoop

Sada Samarpan Bhaav Se Jaeye Ganpati Paass

Jeevan Gathari Ka Tumko Kast Na Dega Bhaar

Nar Narayan Rishi Muni Jiska Mann Na Kare

Deen Heen Ke Vo Swami Ghadi Me Paap Haare

Gun Gaurav Aur Gyan Ki Ganga Gapati Preet

Isske Sadhak Ko Jag Me Kaal Sake Naa Jeet

Jai Jai Shri Ganesh

Jai Ganpati Ganesh

Aaadi Siddhiya Hi Jiski Seva Kare Din Rain

Uske Charan Saroj Se Jode Rahiye Nain

Mann Mandir Me Tu Basa Amba lal Ganesh

Kast Nast Ho Jayenge Mitenge Sakal Kalesh

Tribhuvan Ke Iss Naath Kaa Chitt Se Chitan Kar

Janam Janam Ki Peeda Teri Jayegi Haar

Sagar Hai Prabhu Prem Ka Pyasa Ban Kar Dekh

Amrat Maye Ho Jayenge Buddi Aur Vivek

Jai Jai Shri Ganesh

Jai Ganpati Ganesh

Ghatt Ghatt Ki Janta Shiv Nandan Bhagwan

Charan Sharan Me Jaa To Sahi Vo To Hai Daya Nidhan

Deen Ka Shouk Vishaad Ko Harta Ganpati Jaap

Ek Dant Ke Aarchan Se Darte Dukh Santaap

Kashad Bhangur Tu BulBula Jyo Sapane Ki Baat

Ese Tu Jhad Jayega Jaise Vraksh Se Paat

Nayasheelata Daya Dharam Gajanan Se Seekh

Shankar Sut Se Maangle Satt Guno Ki Bheekh

Jai Jai Shri Ganesh

Jai Ganpati Ganesh

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.