Saturday, November 23, 2024
Hindi Songs

Dil Ne Kaha Chupke Se Sargam Notes 1942 Love Story

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Dil Ne Kaha Chupke Se Sargam Notes 1942 Love Story Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Dil Ne Kaha Chupke Se, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Dil Ne Kaha Chupke Se
Movie : 1942 Love Story (1994)
Singer : Kavita Krishnamoorthy


Sargam Notes


Dil ne kaha chupke se
Ma(t) Pa Dha Re
Ma(t) Ma(t) Pa Dha
Ye kya hua chupke se
Ma(t) Pa Dha Re
Ma(t) Ma(t) Pa Dha
Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan
RE RE(k) RE SA Ni SA
Ni Dha Ni Ni Dha Pa Dha
Maina poochha to boli ye pagli pawan
RE RE(k) RE SA Ni SA
Ni Dha Ni Ni Dha Pa Dha
Pyaar hua chupke se
Ma(t) Pa Dha Re
Ma(t) Ma(t) Pa Dha
Ye kya hua chupke se
Ma(t) Pa Dha Re
Ma(t) Ma(t) Pa Dha

Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan
RE RE(k) RE SA Ni SA
Ni Dha Ni Ni Dha Pa Dha
Maina poochha to boli ye pagli pawan
RE RE(k) RE SA Ni SA
Ni Dha Ni Ni Dha Pa Dha
Pyaar hua chupke se
Ma(t) Pa Dha Re
Ma(t) Ma(t) Pa Dha
Ye kya hua chupke se
Ma(t) Pa Dha Re
Ma(t) Ma(t) Pa Dha

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Dil ne kaha chupke se
Ye kya hua chupke se

Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan
Maina poochha to boli ye pagli pawan
Pyaar hua chupke se
Ye kya hua chupke se

Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan
Maina poochha to boli ye pagli pawan
Pyaar hua chupke se
Ye kya hua chupke se

Titliyon se ye suna
Titliyon se ye suna
Maine kissa baagh ka
Baagh mein thi ek kali
Sharmeeli anchhui
Ek din manchala bhanvra aa gaya
Khil uthi vo kali paaya roop naya
Poochhti thi kali ki mujhe kya hua
Phool hanse chupke se
Pyaar hua chupke se

Maine baadal se kabhi
Ho maine baadal se kabhi
Ye kahaani thi suni
Parvaton ki ek nadi
Milne saagar se chali
Jhoomti ghoomti
Ho naachti dolti
Kho gayi apne saagar mein jaake nadi
Dekhle pyaar ki aisi jaadugari
Chaand khila chupke se
Pyaar hua chupke se

Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan
Maina poochha to boli ye pagli pawan
Pyaar hua chupke se
Ye kya hua chupke se

Kyon naye lag rahe hain ye dharti gagan
Maina poochha to boli ye pagli pawan…

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.