Sunday, November 24, 2024
Hindi Songs

Bas Ek Sanam Chahiye Sargam Notes Aashiqui

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Bas Ek Sanam Chahiye Sargam Notes Aashiqui Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Bas Ek Sanam Chahiye, Flute Notes.

Song : Bas Ek Sanam Chahiye
Movie : Aashiqui(1990)
Singer : Kumar Sanu


Sargam Notes


Sanson ki zaroorat hai jaise
Pa Pa, Pa Pa, Pa Pa Dha Pa
Ma Ga Ma
Sanson ki zaroorat hai jaise,
Pa Pa, Pa Pa, Pa Pa SA Dha
Pa Ma Pa Ma
Zindagi ke liye
Ma Re Ma
Ni(k) Ni(k) Dha Dha
Bas ek sanam chahiye
SA SA SA, SA SA SA RE SA Ni, Dha Pa
Aashiqui ke liye
Ma Re Ma, Ma Dha Dha, Pa Pa

Jam ki zaroorat hai jaise
Pa Pa, Pa Pa, Pa Pa Dha Pa
Ma Ga Ma
Jam ki zaroorat hai jaise
Pa Pa, Pa Pa, Pa Pa SA Dha
Pa Ma Pa Ma
Bekhudi ke liye
Ma Re Ma, Ni(k) Ni(k) Dha Dha
Haan ek sanam chahiye
SA SA SA, SA SA SA RE SA Ni. Dha Pa
Aashiqui ke liye
Ma Re Ma, Ma Dha Dha, Pa Pa

Bas ek sanam chahiye
SA SA SA, SA SA SA RE SA Ni.. Dha Pa
Aashiqui ke liye
Ma Re Ma, Ma Dha Dha, Pa Pa

Wakt ke hathon mein sabki takdire hain
Wakt ke hathon mein sabki takdire hain
Aaina jhutha hai, sachi tasvire hain
Jahan dard hai vahin jit hai
Jahan pyas hai vahin mit hai

Chords

Coming Soon…

Lyrics

Ho.. ho.. ho..
ho.. ho.. ho..

saanson ki zaroorat hai jaise
saanson ki zaroorat hai jaise
zindagi ke liye…
bas ek sanam chahiye
aashiqui ke liye

jaam ki zaroorat hai jaise
jaam ki zaroorat hai jaise
bekhudi ke liye
haan ek sanam chahiye
aashiqui ke liye
bas ek sanam chahiye
aashiqui ke liye

waqt ke haathon mein sabki takdeerein hain
waqt ke haathon mein sabki takdeerein hain
aaina jhootha hai sachchi tasveerein hain
jahan dard hai wahin geet hai
jahan pyaas hai wahin meet hai
koi na jaane magar jeene ki yahi reet hai

saaz ki zaroorat hai jaise
saaz ki zaroorat hai jaise mausiki ke liye
bas ek sanam chahiye aashiqui ke liye
haan ek sanam chahiye aashiqui ke liye

ho..ho.. ho..
ho..ho..ho..

manzilein haasil hain phir bhi ek doori hai
manzilein haasil hain phir bhi ek doori hai
bina humraahi ke zindagi adhoori hai
milegi kahin koi rehguzar
tanha katega kaise ye safar
mere sapne ho jahan
dhoondhoon main aisi nazar

chaand ki zaroorat hai jaise
chaand ki zaroorat hai jaise
chaandni ke liye
bas ek sanam chahiye
aashiqui ke liye

saanson ki zaroorat hai jaise
saanson ki zaroorat hai jaise
zindagi ke liye
bas ek sanam chahiye
aashiqui ke liye
bas ek sanam chahiye
aashiqui ke liye

aashiqui ke liye..
aashiqui ke liye..
aashiqui ke liye..

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.